Shayri Lovers
Wednesday 25 June 2014
Shayri_15@AakashMorya
Me@FB
kabhi hum to kabhi aap busy raha karte ho ,
sochte h jab bhi aapke bare main,
aapke liye dua karte h ,
chahte h hum aap rahe humse humesha aaage
kyunki humse jyada aap ki mang h yaha
sochte h jab bhi aapke bare main,
aapke liye dua karte h ,
chahte h hum aap rahe humse humesha aaage
kyunki humse jyada aap ki mang h yaha
Shayri_14_@AakashMorya
Me@FB
Itna pyaar paya hai aap se,
Uss se zyada pane ko jee chahta hai,
Najane woh kaun si khobi hai aap mein,
Ki aap se dosti nibhane ko jee chahta hai.
Uss se zyada pane ko jee chahta hai,
Najane woh kaun si khobi hai aap mein,
Ki aap se dosti nibhane ko jee chahta hai.
Shayri_13_@AakashMorya
Me@FB
Zindagi ki dastan kuch aisi h doston , kafilen main jana h sabhi ko doston , shuruat to kher sabhi karte h manjil pane k liye , par ant tak sath nibhana h kathin doston.
Shayri_12_@AakashMorya
Me@FB
Zindagi ki yeh bahut ajeeb paheli h,
har pal sath rehti na hatheli ( taqdeer) h ,
humari icha or samay dono hi alag h
samay hone par icha nhi hoti ,
or icha hone par samay nhi hota
dono ko sath lana hota h bahut jaruri
par humari hatheli main aisa na hota h.
Tuesday 24 June 2014
Shayri_11_@AakashMorya
Me@FB
"Hume nafrat soch samajhkar karni chahiye, qki nafrat karte karte ek din hum bhi unki tarah ban jate hai"
Subscribe to:
Posts (Atom)